Zarda Pulao Recipe In Hindi l Yummy Sweet Rice Recipe
ZARDA PULAO RECIPE IN HINDI
Ingredients:
1 cup basmati rice
1 cup sugar
7 - 8 badam
7 - 8 kaju
1 tbsp chironji
4 - 5 loung
2 dalchini
4 hari elaichi
10 - 12 kishmish
6 - 7 pista
2 tbsp ghee
1 tsp orange food colour
Zarda Rice Banane Ka Tarika ( How to make Zarda Pulao) :
Pahele hum chawal ko cook karege , chawal se do guna pani le pani me aur usme chawal add kare
chawal food colour add kare aur chawalon ko 90 % tak hum cook karelege.
Abhi hum pan garam karege usme 2 tbsp ghee add karege
ab usme loung aur dalchini add karege gas ki flame ko slow rakhege .
Ab hum isme chawal add karege aur sugar add karege aur mix karlege
aur use 1 - 2 mint tak bhunege sugar melt hoge jab tak hamari sugar bhi melt ho jaayegi
Ab hum dry fruits add karege aur mix karlege aur 3 se 4 mint tak pakayege slow falme par
Aur hamara zarda pulao ready ho chuka hai ab hum ise serve karege .
I hope aapko meri ye recipe pasand aayi hogi
Thank You for reading..

I love zarda pulao. sweet rice recipe in hindi, hyderabadi veg biryani recipe in hindi
ReplyDelete