Posts

चाय बनाने का सबसे आसां और सही तरीका l Perfect Indian Tea Recipe l Chai recipe

Image
Aaj hum Chai recipe banana sikhege. Jo har ghar me banayi jati hai. Din ki shuruat hum chai se hi karte hai aur sham ho ya koi mehman ka swagat hum chai banakar jarur karte hai. Waise to chai bahut tariko se banayi jati hai jaise masala chai adrak wali chai etc. To Perfect Indian tea aasani se kaise banaye ye jante hai. Perfect Indian Tea (chai) Ingredients : 1 1/2 cup pani 1 1/2 teaspoon Chai powder 2 teaspoon Shakkar 2 hari eliachi kuti huyi 1/2 inch Adrak grated 1 cup Doodh (milk) ऐसा मटर पुलाव आपने नहीं खाया होगा l Matar Pulao Recipe Indian Chai Banane Ka Tarika : Sabse pehle elaichi ko halka sa kut lege aur adrak ko grate kar lege Ab ek patili me pani dal lege aur ubal ane dege Ubal ane ke bad chai powder dal lege (pani ubalne ke bad chai powder dalne se colour achha ata hai) Sath hi me kuti huyi elaichi, Adrak aur shakkar dal lege Aur medium to low flame par 1 se 1/2 minute pakne dege Pakne ke bad 1 cup doodh dalege aur firse 1 se 1/2 m...

ऐसा मटर पुलाव आपने पहले नहीं खाया होगा l Masala Matar Pulao Recipe in hindi in New Style

Image
Aapne Matar Pulao bahot baar khaya hoga lekin aisa Matar pulao aapne nahi khaya hoga. Jab aapka tikha matar pulao khane ka man kare to aap ye recipe zarur try kare. Matar pulao ka ye swaad aapko zarur accha lagega. Matar Pulao Recipe Ingredients : 1 medium size pyaaz barik kati huyi 1/2 tbsp Sauf 2 Sukhi kashmiri lal mirch  6 - 7 Sukhi lal mirch 2 medium size Aloo kate huye 1 cup Matar  2 tsp Adrak lehsun paste 1/2 tsp Haldi powder 1 medium size Tamatar kata hua  Namak (salt as per taste) 1 tbsp Shahi biryani masala 2 glass Chawal (rice) 1/2 cup Hara dhaniya 3 tbsp Tel Hari Mirch Recipe l Bharwa Hari Mirch Matar Pulao Banane Ka Tarika : Sabse pehle Sauf aur sikhi lal mircho ko grind kar lege aur fine paste bana lege. Ab ek cooker garam karege aur usme 3 tablespoon tel dal lege Tel garam hone ke baad kati huyi pyaaz dal lege aur pyaaz ka colour golden hone tak bhun lege. Ab kate huye aloo aur matar dal lege aur 2 minute ke liye bhun...

कुरकुरी बोमबील फिश फ्राई रेसिपी l Crispy Bombil Fry in Hindi - Bombay Duck Fry

Image
Aaj hum Crispy Bombil Fry recipe banana sikhege jo banane me bahut hi aasaan aur khane me bahut hi delicious banti hai. Bombil fish ki curry jaise tasty hoti hai usi tarah Fry recipe bhi bahut tasty lagti hai to chaliye banate hai Bombay Duck Fish Fry . Crispy Bombil Fish Fry  Ingredients : Bombil fish 5 - 6 lehsum ki kali (garlic) crushed 1 Hari mirch (green chilli ) crushed 1/2 tsp Haldi powder (turmeric powder) 1 tsp Lal mirch powder (red chilli powder) Namak (salt as per taste) 1/2 cup suji (semolina) 1 tbsp Tel (oil) Crispy Bombil Fish Fry Banane Ka Tarika : Sabse pehle bombil fish ko saf kar lege aur dho lege aur ek bowl me rakh dege Ab fish ko sabhi masale laga lege jaise lehsun hari mirch crushed ki huyi sath me Haldi powder Lal mirh powder aur namak dal lege aur achhe se mix kar lege Ab 10 se 15 minute masala lagakar rehne dege Ab ek tawa garam karege aur tave par tel dal lege Tel garam hone ke baad bombil fish ko suji se coat kar lege ...

हरी मिर्च का ऐसा स्वाद आप भूल नहीं पाओगे - Hari Mirch Recipe

Image
Aaj hum simple par bahut hi tasty Hari mirch recipe banayege jo aap roti paratha ke sath kha sakte hai ya fir aapko kuch alag swaad chahiye to aap ye zarur banaye. Iake alawa safar ke liye Hari mirch ki ye perfect recipe hai. to chaliye banaate hai. Hari Mirch Recipe Ingredients : 250gm Hari mirch (green chilli) 1/2 cup peanut (mungfali) 1/2 tsp Sauf (fennel seeds)  5 - 6 lehsum ki kali (garlic) 1/2 cup Hara dhaniya (coriander leaves) Namak (salt as per taste) 1/2 tsp Haldo powder (turmeric powder) 1 tsp Kashmiri Lal mirch Powder (red chilli powder) 1 1/2 tsp Dhaniya zeera powder (coriander cumin powder) 1/2 tsp Garam masala (hot spices) 1/2 tsp zeera (cumin seeds) 1/2 tsp Rayi (mustard seeds) 2 pinch hing (asafoetida) 1 Nimbu ka ras (lemon juice) 3 tbsp tel (oil) Bharwa Hari Mirch Banane Ka Tarika  : Sabse pehle Mirch ko dho lege aur deep cut kar lege niche diye gaye image ki tarah. Ab Ab ek pan me mungfali ko roast kar lege aur chilke nikal...

Keema Karahi Recipe - Bakri Eid Special Recipe - Naziya Khans Kitchen

Image
Aaj hum Keema Karahi Recipe banayege jo Kadai masale se banaya jaata hai. Kadai masala saare garam masala ko bhunkar dhardhara powder piskar banaya jaata hai. Ye kadai masala aap Chicken kadai Paneer kadai ya mutton kadai me bhi istemaal kar sakte hai. Keema Karahi Ingredients  : 500gm Keema (minced meat) 2 Pyaaz (onion) chopped 2 Tamatar (toamto) chopped 2 Hari mirch (green chilli) chopped 2 hari mirch (green chilli) slit 1 inch Julian Adrak (gigner )  3 /4 cup dahi (curd) 1/2 cup hara dhaniya (coriander leaves) 2 tbsp adrak lehsun paste (ginger garlic paste) 1 tbsp kasuri methi (dry fenugreek leaves) Namak swad anusaar (salt) 1/2 tsp haldi powder (turmeric powder) 1 tsp kashmiri lal mirch powder (red chilli powder) 2 tbsp kadai masala  2 tez patta (bay leaf) 2 dalchini (cinamon stick) 5 tbsp tel (oil) Keema Karahi Banane Ka Tarika / How to make Keema Kadai Recipe :  Sabse pehle keeme ko wash kar lege aur channi me rakh dege isse sar...

Aloo Baingan Ki Masaledar Sabji l Dhaba Style Baingan Aloo Recipe

Image
आज हम आलू बैंगन की मसालेदार सब्जी बनाना सिखेगे जो खाने में बहुत ही स्वादिष्ट होती है. और ये रेसिपी हम ढाबा स्टाइल में बनायेगे जिससे इसका स्वाद बहुत ही अच्छा आता है. और ये रेसिपी बनाना भी बेहद आसन है. आलू के साथ बैंगन का स्वाद बहुत ही अच्छा आता है. वैसे तो बैंगन से बहुत सारी अलग अलग सब्जिया बनायीं जाती है जैसे बैंगन का भरता, भरवा बैंगन ये सारी बैंगन की डिश बहुत लाजवाब लगती है. पर अगर आलू के साथ ये बैंगनमसाला ढाबा स्टाइल की सब्जी आप बनायेगे तो उंगलिया चाटते रह जायेगे. तो चलिए बनाते है. Aloo Baingan ki masaledaar sabji Ingredients (सामग्री) : 250ग्राम बैंगन (brinjal) 3 मध्यम साइज़ के आलू 2 बड़ी प्याज बारीक़ कटी हुई 2 मध्यम साइज़ के टमाटर बारीक़ कटा हुआ 1/2 कप हरा धनिया कटा हुआ 2 हरी मिर्च बारीक़ कटी हुई 1/2 टिस्पून जीरा 1/2 टिस्पून सबूत धनिया 2 सुखी लाल मिर्च 2 पिंच हिंग 5-6 लहसुन की कली 1/4 टिस्पून हल्दी पाउडर 1 टिस्पून लाल मिर्च पाउडर 1 टिस्पून धनिया जीरा पाउडर 1/4 टिस्पून गरम मसाला पाउडर नमक स्वादानुसार 2 बड़े चम्मच तेल आलू बैंगन की मसालेदार सब्जी बनाने का तरीका ...

Aflatoon Recipe l Mumbai Famous Sweet Aflatton Recipe at Home

Image
आज हम मुंबई की famous मिठाई अफ्लातून बनाना सिखेगे. मुंबई मे बहुत मशहूर रेसिपी है. और खाने में बहुत ही लजीज बनती है. अफ्लातून रेसिपी घर पर भी हम आसानी से बना सकते है. तो चलिए बनाते है Aflatoon recipe. Aflatoon  Ingredients (सामग्री ) : 200gm खोया / मावा 1/2 कप मिल्क पाउडर 1/2 कप सूजी ( semolina ) 100gm शक्कर (sugar) 1 कप दूध (milk) 1/2 कप देसी घी (clarified butter) 10 - 12  काजू  (cashew) 10 - 12 पिस्ता (pista) 10 - 12  बादाम (almond) 2 टेबल स्पून किशमिश (resin) अफलातून बनाने का तरीका ( How to make aflatoon at home ) : सबसे पहले काजू बादाम और पिस्ता को बारीक़ काटकर रख लेगे. अब एक पैन गरम करेगे और देसी घी डाल लेगे और घी गरम होने देगे अब सूजी शक्कर और milk पाउडर डाल लेगे और चम्मच चलाते हुए हम 10 से 12 मिनट पका लेगे और कलर डार्क होने तक हमे पकाना है. कलर डार्क होने के बाद इसमें मावा और दूध डाल लेगे और मावा पिघलने तक चम्मच चलाते हुए पकने देगे मावा पूरा पिघलने के बाद किशमिश और आधे ड्राई फ्रूट डाल लेगे और मिक्स कर लेगे और ब्राउन कलर हो...