चाय बनाने का सबसे आसां और सही तरीका l Perfect Indian Tea Recipe l Chai recipe
Aaj hum Chai recipe banana sikhege. Jo har ghar me banayi jati hai. Din ki shuruat hum chai se hi karte hai aur sham ho ya koi mehman ka swagat hum chai banakar jarur karte hai. Waise to chai bahut tariko se banayi jati hai jaise masala chai adrak wali chai etc. To Perfect Indian tea aasani se kaise banaye ye jante hai.
Ingredients :
Indian Chai Banane Ka Tarika :
Sabse pehle elaichi ko halka sa kut lege aur adrak ko grate kar lege
Ab ek patili me pani dal lege aur ubal ane dege
Ubal ane ke bad chai powder dal lege (pani ubalne ke bad chai powder dalne se colour achha ata hai)
Sath hi me kuti huyi elaichi, Adrak aur shakkar dal lege
Aur medium to low flame par 1 se 1/2 minute pakne dege
Pakne ke bad 1 cup doodh dalege aur firse 1 se 1/2 minute pakne dege
Pakne ke bad gas band kar lege aur channi me chankar serve kar lege
Bahut hi tasty chai bankar ready hai. Ye indian chai recipe aapko kaisi lagi zarur comment karke bataiega.
Video dekhne ke liye niche button par click kare.
Perfect Indian Tea (chai) |
- 1 1/2 cup pani
- 1 1/2 teaspoon Chai powder
- 2 teaspoon Shakkar
- 2 hari eliachi kuti huyi
- 1/2 inch Adrak grated
- 1 cup Doodh (milk)
Indian Chai Banane Ka Tarika :
Sabse pehle elaichi ko halka sa kut lege aur adrak ko grate kar lege
Ab ek patili me pani dal lege aur ubal ane dege
Ubal ane ke bad chai powder dal lege (pani ubalne ke bad chai powder dalne se colour achha ata hai)
Sath hi me kuti huyi elaichi, Adrak aur shakkar dal lege
Aur medium to low flame par 1 se 1/2 minute pakne dege
Pakne ke bad 1 cup doodh dalege aur firse 1 se 1/2 minute pakne dege
Pakne ke bad gas band kar lege aur channi me chankar serve kar lege
Bahut hi tasty chai bankar ready hai. Ye indian chai recipe aapko kaisi lagi zarur comment karke bataiega.
Video dekhne ke liye niche button par click kare.
Comments
Post a Comment
Thank you for comment